Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Anand
Home Anand
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sach kehta hoon bahot haseen ho tumse muhabbat ho sakti hai hoooo oooo ooooo tumse mil ke koi bhi ladki apne aap ko kho sakti hai oooo ooooo ooooo sach kehta hoon bahot haseen ho tumse muhabbat ho sakti hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa tumse mil ke koi bhi ladki apne aap ko kho sakti hai oooo ooooo ooooo sach kehta hoon bahot haseen ho ooooo hooo hooo hooo aah haa haaa oooo hooo hoooo aaaaaa haaaaaa chaudhavin ka chaand jaise taaron mein haseen teri jaisi laakhon mein hazaaron mein nahin chaudhavin ka chaand jaise taaron mein haseen teri jaisi laakhon mein hazaaron mein nahin hooo oooo main hoon kahin piya mere hosh hain kahin tu hai mere paas mujhe aaye naa yakeen main hoon kahin piya mere hosh hain kahin tu hai mere paas mujhe aaye naa yakeen dekha jo tujhe dil kho gaya kho ke mera dil tera ho gaya aaa aaaaa maane na jiya o jhute piya le ke mera dil baaten naa banaa sach kehta hoon bahot haseen ho aaaa haaa haaa haaa ooo hooo hoooo aaaa haaaa haaaa haaa ooo hooo hooo
ho oho ho ho hmmmmm hmmmmm sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa hmmmmm hmmmmm kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa ho oho ho sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae aae aae kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa zid pe aa gaya hai dil ke aaj yoon na lautna meri suno laut jao chhod do ye bachpana aa aaaaaa chaar din ki zindagi mein din hain do bahaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae hey hey kya doon tujhe pehle se main baithi hoon dil haar ke ja ja ja ja ja tu jaa aa aa aa ja ja ja ja ja ja ja o aa aa aa ja ja ja ja ja jaa aa aa oh ho ho oho oo kaise kahun kaisi uljhano mein meri jaan hai oho oo haa na na na na na haan ko na samjh gaye ye pyaar ki zubaan hai oho haaaaa ha ha ha kaatne hain hamko din kisike intezar ke ja ja ja ja ja tu jaa ho ho ho ho sanjh dhali dil ki lagi thak chali pukaar ke aaja aaja aa bhi jaa aae aae kya doon tujhe
sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha mujhe tum se pyaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahega sadiyon se tujhse milne jiya beqaraar tha jiya beqaraar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahegaa sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha mujhe tum se pyaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahega tum rootha na karo meri jaan meri jaan nikal jaati hai tum hansti rehti ho to ik bijli si chamak jaati hai tum rootha na karo meri jaan meri jaan nikal jaati hai tum hansti rehti ho to ik bijli si chamak jaati hai mujhe jeete ji o dilbar tera intezaar tha tera intezaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahega sadiyon se tujhse milne jiya beqaraar tha jiya beqaraar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahegaa iss dil ke taaron mein madhur jhankar tumhin se hai aur ye haseen jalwa ye mast bahaar tumhin se hai iss dil ke taaron mein madhur jhankar tumhin se hai aur ye hasin jalwa ye mast bahaar tumhin se hai dil to ye mera sanam tera talabgaar tha tera talabgaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rehega sau saal pehle
sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat
she ne khela he se aaj cricket match she ne khela he se aaj cricket match ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw aaye jo hum field mein tad tad baaji taali are mukhde par hasinon ke aa gayi phir se laali san san karti ball se khud ko to bachaaya par dil batuye mein le gayi ek chumpe ki daali dil ke versis dil ka haar gaye hum match dil ke versis dil ka haar gaye hum match ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw humne jab ghumaaya pyaar ka ye balla are lailaaon ke tent mein mach gaya phir to halla jo bhi gend aayi to chauka hi fatkaara par hosh humara le gaya ik sadi ka palla un zulfon ke taar ne daale sau sau pench un zulfon ke taar ne daale sau sau pench ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw usne phenka leg break to humne maara chhaka out karta kaun humen hum khilaadi pakka armaanon ki crease se badh gaye hum to aage aur unki chaal dekh kar
shokh aankhen shokh aankhen shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya umr bhar umr bhar umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya kaisi kaisi uljhanen thin zindagi ke mod par kaisi kaisi uljhanen thin zindagi ke mod par saath tere aa gaye hum sabko peechhe chhod kar aankh jab tumse mili aankh jab tumse mili dil mein khumaar aa hi gaya shokh aankhen shokh aankhen shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya main jo iss duniyaan mein aayi hoon tumhaare vaaste main jo iss duniyaan mein aayi hoon tumhaare vaaste ek apni manzilein aur ek apne raaste mera humdam mera saathi mera humdam mera saathi raazdaar aa hi gaya umr bhar umr bhar umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya
shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab hoga yun nasha jo taiyyaar haan haan hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hansta hua bachpan wo bahka hua mausam hai chhedo to ik shola hai chhoo lo to bas shabnam hai hansta hua bachpan wo bahka hua mausam hai chhedo to ik shola hai chhoo lo to bas shabnam hai gaon mein mele mein raah mein akele mein aata jo yaad baar baar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab are hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab o o o o lara rara ra lara rara ra aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa rang mein pighle sona ang se yun ras chhalke jaise baje dhun koi raat mein
suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha prem singhasan piya biraaje pankha jhalun main haule mohit mugdh unhin ko taakun ban mayur mann dole suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha hooooo hooooooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaaa pratibimb meri aashaon ka tum santosh ho mera aalingan sunder sapnon ka khushiyon ka kosh ho mera suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye
suno bhai baraati suno bhai baraati are dulha dulhan ko akela zara chhodo pyaar bhari baaten karen jeevan saathi suno bhai baraati suno bhai baraati haan badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar saajan sajni ko akela zara chhodo mil ke gale lehraayen deepak baati suno bhai baraati suno bhai baraati haan haan uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha ladka ladki ko akela zara chhodo raat milan ki hai ek baar aati suno bhai baraati suno bhai baraati haan hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye are gudda guddi ko akela zara chhodo phir dekho preet kya hai rang laati suno bhai baraati suno bhai baraati yee
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm hey pedon ki shaakhon pe pedon ki shaakhon pe soyi soyi chaandani pedon ki shaakhon pe tere khayalon mein khoi khoi chaandani aur thodi der mein thak ke laut jaayegi raat ye bahar ki phir kabhi na aayegi do ek pal aur hai ye samaa sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm heyy lehron ke hothon pe lehron ke hothon pe dheema dheema raag hai lehron ke hothon pe bheegi hawaon mein thandi thandi aag hai iss haseen aag mein tu bhi jal ke dekhle zindagi ke geet ki dhun badal ke dekhle khulne de ab dhadkanon ki zubaan sun jaa dil ki daastaan heyyy jaati baharen hain jaati baharen hain uthati jawaniyaan jaati baharen hain taaron ki chhaanv mein kehale kahaniyaan ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke aaja
sun le tu dil ki sadaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer khoye nafrat laaye ulfat ye asar hai meharbaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera na rahoon main na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan tu jahaan hai main wahaan hoon jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa
Sunte Sunte Yeh
ta thai tat thai at thai thai tat ta thai tat thai at thai thai tat thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye jaane na hua mujhe kya thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat mehkati raahon tak behkati chaahon tak piyaa ki baahon tak mujhe hai jaana piyaa ki baahon tak mujhe hai jaana ghata aaye jhuk jhuk ke hawaa chale ruk ruk ke kare dil dhuk dhukr gali maare taana haaa aaaaa aaaa jaane na hua mujhe kya thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat na soyi ankhiyaan re rulaaye ratiyaan re sataayen sakhiyaan re karun haaye main kya sataayen sakhiyaan re karun haaye main kya zara bal khaa ke aa zara ghabraa ke aa zara lehraa ke aa dil hai pyaasa haaa aaaaa aaaa jaane na hua mujhe kya thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa
tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum nain kiye neeche neeche rahun tere peechhe peechhe chalun kisi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil jhuke jahaan palken teri khule jahaan zulfen teri rahun ussi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein toofan
aaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa teen kanastar peet peet kar gala phaad kar chillaana yaar mere mat bura maan ye gaana hai naa bajaana hai teen kanastar naach ke badle kamar nachaana uchhal ke circus dikhlaana bhool hai teri tu samjha hai duniyaa paagalkhaana hai teen kanastar peet peet kar gala phaad kar chillaana yaar mere mat bura maan ye gaana hai naa bajaana hai teen kanastar udhar se le kar idhar jamaa kar kab tak kaam chalaoge kiss ka raha zamaana ek din mehfil se uth jaaoge mehfil se uth jaaogeeeeee aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naql ka dhandha chal nahin sakta ek din to pachhtaana hai yaar mere mat bura maan ye gaana hai naa bajaana hai teen kanastar bhool gaya tu taansen ki taan yahin par goonji thi sur ke jaadugar baiju ki shaan yahin par goonji thi marr ke amar hai sehgal uska har koi deewana hai har koi deewana hai marr ke amar hai sehgal uska har koi deewana hai yaar
tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr mere jeewan saathi bata dil kyun dhadke reh reh kar kya kahaa hai chaand ne jisko sun ke chaandani har lahar pe jhoom ke kyun ye naachane lagi chaahat ka hai harsoon asar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr keh raha hai mera dil ab ye raat na dhale khushiyon ka ye silsila aise hi chalaa chale tujhko dekhun dekhun jidhar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr hai shabaab par umang har khushi jawaan hai meri dono baahon mein jaise aasmaan hai chalti hoon main taaron par phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr
ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz sitaaron ne sajaayi thi dagar hawaaon ne jhulaaya bhi magar hmmm hmm hmm sitaaron ne sajaayi thi dagar hawaaon ne jhulaaya bhi magar jalaa daale jalaa daale pankh naseebon ne reh gayi hasrat e parwaaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz andheron mein chhupi hai kiran milan hai par ye kaisa milan hmmm hmm hmmm andheron mein chhupi hai kiran milan hai par ye kaisa milan adhoora hai adhoora hai geet jeevan ka aur toota toota saaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz
Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain, Hoooo Jahan Bhi Le Jayen Raahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain
tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein pehli mulaqat mein haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna baandh ke naa todna haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sach Kehta Hoon Bahut Haseen Ho Jaali Note (1960) 03:34 16448
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:34   Song Number : 16448   

Sanjh Dhali Dil Ki Lagi Kala Bazar (1960) 03:49 37028
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 03:49   Song Number : 37028   

Sau Saal Pehle Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:41 21225
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dev Anand
Duration : 03:41   Song Number : 21225   

Sharma Na Yun Joshila (1973) 04:13 18460
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 18460   

She Ne Khela He Se Aaj Love Marriage (1959) 04:34 39364
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:34   Song Number : 39364   

Shokh Aankhen Dekh Kar Kahin Aur Chal (1968) 03:27 38941
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:27   Song Number : 38941   

Shokhiyon Mein Ghola Jaaye Prem Pujari (1970) 05:11 21238
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 05:11   Song Number : 21238   

Suman Sudha Man Pasand (1980) 03:19 12378
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 03:19   Song Number : 12378   

Sun Bhai Baraati Warrant (1975) 04:48 37456
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 37456   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Male) Jaal (1952) 04:56 12082
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:56   Song Number : 12082   

Sun Le Tu Dil Ki Sadaa Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:20 12515
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:20   Song Number : 12515   

Sunte Sunte Ye Patita (1980) 05:16 39727
 
Poster of Patita (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shoma Anand
Duration : 05:16   Song Number : 39727   

Ta Thai Tat Thai Tere Mere Sapne (1971) 04:50 18177
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 04:50   Song Number : 18177   

Tasveer Teri Dil Mein Maya (1961) 04:30 11875
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 11875   

Teen Kanastar Peet Peet Love Marriage (1959) 05:40 13626
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:40   Song Number : 13626   

Tera Mera Pyaar Amar Asli-Naqli (1962) 03:52 21278
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana, Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21278   

Tere Ghungroo Ki Aawaaz Ghungroo Ki Awaaz (1981) 04:54 18226
 
Poster of Ghungroo Ki Awaaz (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:54   Song Number : 18226   

Tere Mere Sapne Ab Guide (1965) 04:39 21297
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21297   

Tere Nainon Ne Chori Pyar Ki Jeet (1948) 02:46 11933
 
Poster of Pyar Ki Jeet (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Dev Anand
Duration : 02:46   Song Number : 11933   
Karaoke Songs of Anand, Sad Songs of Anand, Love Songs of Anand, Dance Songs of Anand, Hip-hop songs of Anand, Best songs of Anand, Super hit songs of Anand, hit songs of Anand, duet songs of Anand, solo songs of Anand, old songs of Anand, famous songs of Anand, Hindi Karaoke Songs of Anand, Hindi Sad Songs of Anand, Hindi Love Songs of Anand, Hindi Dance Songs of Anand, Hindi Hip-hop songs of Anand, best Hindi songs of Anand, super hit Hindi songs of Anand, hit Hindi songs of Anand, duet Hindi songs of Anand, solo Hindi songs of Anand, old Hindi songs of Anand, famous Hindi songs of Anand, Sing Along Songs of Anand, Sing Along Sad Songs of Anand, Sing Along Love Songs of Anand, Sing Along Dance Songs of Anand, Sing Along Hip-hop songs of Anand, Sing Along Best songs of Anand, Sing Along Super hit songs of Anand, Sing Along hit songs of Anand, Sing Along duet songs of Anand, Sing Along solo songs of Anand, Sing Along old songs of Anand, Sing Along famous songs of Anand